15+ | Best Allama Iqbal Poetry in Urdu
If you’re looking for the best Allama Iqbal Poetry then congrats you found the right place.
Here you get the best collection of 15+ Iqbal Shayari in Urdu text
Apnay Kirdar Pah Daal Kar Parda Iqbal
Har Shakhs Keh Raha Hai Zamana Kharab Hai
اپنے کردار پہ ڈال کر پردہ اقبال
ہر شخص کہہ رہا ہے زمانہ خراب ہے
Yeh Kafan Yeh Qabar Yeh Janazay Rasam-e-Shariat Hai Iqbal
Mar Toh Insaan Tab Hi Jata Hai Jab Yaad Karne Wala Koi Na Ho
یہ کفن یہ قبر یہ جنازے رسم شریعت ہے اقبال
مر تو انسان تب ہی جاتا ہے جب یاد کرنے والا کوئی نہ ہو
Yun Toh Syed Bhi Ho, Mirza Bhi Ho, Afghan Bhi Ho
Tum Sab Hi Kuch Ho, Batao Toh Musalman Bhi Ho
یوں تو سید بھی ہو، مرزا بھی ہو، افغان بھی ہو
تم سب ہی کچھ ہو، بتاؤ تو مسلماں بھی ہو
Parindon Ki Duniya Ka Darwesh Hoon Mein
Keh Shaheen Banata Nahi Aashiyana
پرندوں کی دنیا کا درویش ہوں میں
کہ شاہیں بناتا نہیں آشیانہ
Teri Rehmaton Pah Hai Mukhsar Mere Har Amal Ki Qaboliyat
Na Mujhay Saleeqa Iltija Na Mujhay Shaoor-e-Namaz Hai
تیری رحمتوں پہ ہے مخصر میرے ہر عمل کی قبولیت
نہ مجھے سلیقہ التجا نہ مجھے شحور نماز ہے
Baat Sajdon Ki Nahi Khuloos Niyat Ki Hoti Hai Iqbal
Aksar Log Khali Hath Lot Aate Hain Har Namaz Ke Baad
بات سجدوں کی نہیں خلوص نیت کی ہوتی ہے اقبال
اکثر لوگ خالی ہاتھ لوٹ آتے ہیں ہر نماز کے بعد
Log Pathar Maarne Aaye Toh Woh Bhi Sath Thay
Jinke Gunah Kabhi Hum Apnay Sar Liye Karte Thay
لوگ پتھر مارنے آے تو وہ بھی ساتھ تھے
جن کے گناہ کبھی ہم اپنے سر لئے کرتے تھے
Ghareeb Wa Sada Wa Rangeen Hai Dastan Harm
Nihayat Is Ki Haseen Ibteda Hai Ismail
غریب و سادہ و رنگین ہے داستان حرم
نہایت اس کی حسین ابتدا ہے اسماعیل
Parwaz Hai Donon Ki Asi Ek Fiza Mein
Kargis Ka Jahan Aur Hai Shaheen Ka Jahan Aur
پرواز ہے دونوں کی اسی ایک فضا میں
کرگس کا جہاں اور ہے شاہیں کا جہاں اور
Na Dhoond Khuda Ko Zameen Wa Aasmaan Ki Gardesh Mein
Agar Woh Tere Dil Mein Nahi To Phir Tere Liye Kahin Bhi Nahi
نہ ڈھونڈ خدا کو زمین وہ آسمان کی گردش میں
اگر وہ تیرے دل میں نہیں تو پھر تیرے لئے کہیں بھی نہیں
Tere Ishq Ki Inteha Chahta Hoon
Meri Sadgi Dekh Kya Chahta Hoon
تیرے عشق کی انتہا چاہتا ہوں
میری سادگی دیکھ کیا چاہتا ہوں
Tou Shaheen Hai Parwaz Hai Kaam Tera
Tere Samnay Aasman Aur Bhi Hai
تو شاہیں ہے پرواز ہے کام تیرا
تیرے سامنے آسماں اور بھی ہے
Kon Rakhye Ga Humein Yaad Is Dor-e-Khud Gharzi Mein
Halaat Aisay Hain Keh Logon Ko Khuda Yaad Nahi
کون رکھے گا ہمیں یاد اس دور خود غرضی میں
حالات ایسے ہیں کہ لوگوں کو خدا یاد نہیں
Nahi Tera Nasheman Qasar Sultani Ke Gunbad Par
Tu Shaheen Hai Basera Kar Paharon Ki Chatano Par
نہیں تیرا نشیمن قصر سلطانی کے گنبد پر
تو شاہین ہے بسیرا کر پہاڑوں کی چٹانوں پر
Taskeen Na Ho Jis Mein Woh Raaz Badal Dalo
Jo Raaz Na Rakh Paye Humraaz Badal Dalo
تسکین نہ ہو جس میں وہ راز بدل ڈالو
جو راز نہ رکھ پاے ہمراز بدل ڈالو
Haqeeqat Kharafat Mein Kho Gayi
Yeh Umat Rawayaat Mein Kho Gayi
حقیت خرافات میں کھو گی
یہ امت روایات میں کھو گی
Shaheen Kabhi Parwaaz Se Thak Kar Nahi Girta
Par Dam Hai Agar To, To Nahi Khatra Aftaad
شاہین کبھی پرواز سے تھک کر نہیں گرتا
پر دم ہے اگر تو, تو نہیں خطرہ افتاد
Mera Tareeq Ameeri Nahi Faqeeri Hai
Khudi Na Bech Ghareebi Mein Naam Paida Kar
میرا طریق امیری نہیں فقیری ہے
خودی نہ بچ غریبی میں نام پیدا کر